0

Es Tutorial Mein Hum apko Btayengy K aik C Band or KU Band LNB Mein Kya Faraq hota hai.

Ku Band LNB Ziyada tar Chote Antenna Ki Ejazat deti hai yani use hoti hai Jo k aik C Band LNB K Muqable men achi baat hai. Aik aam ku band Antenna 50cm se 1.2cm ki Pohnch Jbke aik aam C Band Antenna Ki Pohnch 1.8 , 2.8 , 3.4 etc hoti hai.
KU Band CBand LNB Ki Nisbat Kam Radio Istamaal Krti Wahi Signals Power dene k liye. Aik C Band LNB Ka Kharcha Ku Band LNB se buhot Ziyada hota hai. C Band LNB aik Kam Frequency(4Ghz) par Muhaser hoti hai jabke Ku Band LNB kmazkm Frequency(11 se 12 Ghz) use krti hai.
C Band Ku Band LNB Ki Nisabat Bari hoti hai.
Kuch Satellites Dono C & Ku Rakhte hai Misaal K taor pas Intelsat7/10 or Paksat1R.
Umeed Hai Apko Aik Ku or CBand LNB Mein Fark Ka pta Chal Gaya hoga.
Agr apko Hamara Kam Pasand aya to Please ese apne Doston K Sath Share Kar den or Comment mein thanks Kehden.
You Might Also Like Following Links.


Post a Comment

 
Top